Mohsin Naqvi Ghazal is best way to express your words and emotions in the shape of poetry on social media now a days. We have placed the amazing collection of express your feeling in words.
Maqrooz ke bigray huay haalaat ke maand
Majboor ke hoton pe sawaalat ke maand
Dil ka teri chahat mein ajab haal hua hai
Sailaab se barbaad makaanat ke maand
Mein un mein thehrne huay tajurbe ki tarah hoon
Uss shakhs ki aankhein hain ke raat ke maand
Dil roz sajata hoon mein dulhan ki tarah se
Gham roz chale aatay hain baarat ke maand
Ab wo bhi nahi yaad ke kya naam tha us ka
Jin shakhs ko manga tha munajaat ke maand
Kis darja muqaddas hai tere qurb ki khwahish
Masoom ke peechay ke khayalat ke maand
Mohsin ae milna mera mumkin hi nahi hai
Mein pyaas ka sehra hoon, woh barsaat ke maand

مقروض کے بگڑے ہوئے حالات کے مانند
محسن نقوی (1947–1996)
مقروض کے بگڑے ہوئے حالات کے مانند
مجبور کے ہونٹوں پہ سوالات کے مانند
دل کا تیری چاہت میں عجب حال ہوا ہے
سیلاب سے برباد مکانات کے مانند
میں اُن میں ٹھہرتے ہوئے تجربے کی طرح ہوں
اُس شخص کی آنکھیں ہیں کہ رات کے مانند
دل روز سجاتا ہوں میں دُلہن کی طرح سے
غم روز چلے آتے ہیں بارات کے مانند
اب وہ بھی نہیں یاد کہ کیا نام تھا اُس کا
جس شخص کو مانگا تھا مناجات کے مانند
کس درجہ مقدس ہے ترے قرب کی خواہش
معصوم کے پیچھے کے خیالات کے مانند
محسن! یہ ملنا مرا ممکن ہی نہیں ہے
میں پیاس کا صحرا ہوں، وہ برسات کے مانند
This section is based on a huge data of all the latest Mohsin Naqvi Ghazals verse. You May Also Like More Mohsin Naqvi Poetry
بھڑکائیں میری پیاس کو اکثر تیری آنکھیں
صحرا میرا چہرہ ہے سمندر تیری آنکھیں

BharKaayen Meri Pyaas Ko Aksar Teri Aankhen
Sehra Mera Chehra Hay Samander Teri Aankhen
Convey the inner feelings of heart with this world’s largest Mohsin Naqvi Ghazal In Urdu compilation that offers an individual to show the sentiments through words of thoughts.
وہ میرے ضبط کا اندازہ کرنے آیا تھا
میں ہنس کے زخم نہ کھاتا تو اور کیا کرتا؟

Woh Mere Zabtt Ka Andazah Karny Aaya Tha
Main Hanss K Zakhm Na Khata To Aur Kia Karta?
======================================
وفا کی کون سی منزل پہ اس نے چھوڑا تھا
کہ وہ تو یاد ہمیں بھول کر بھی آتا ہے۔

Wafa Ki Konsi Mazili Pe Uss Nay Choora Tha
K Woh To Yaad Hmain Bhool Kar Bhi Aata Hay
Mohsin Naqvi Poetry In Urdu Pdf Free Download
He is one of the famous Urdu poet in Pakistan and all over the World. Mohsin Naqvi Best Ghazal In Urdu express the feeling of common man.
یہ چمن اکیلے پن کا، یہ لگن اداس شب سے
میں ہوا سے لڑ رہا ہوں، تجھے کیا بتاؤں کب سے
یہ سحر کی شاذشیں تھیں، کہ یہ انتقام شب تھا
مجھے زندگی کا سورج نہ بچا سکا غضب سے
تیرے نام سے شفا ہو، کوئی زخم وہ عطا کر
میرے نامہ بر ملے تو اُسے کہنا یہ ادب سے
وہ جواں لہوؤں کی شائیں کہاں گم ہو گئیں محسن
میں تو بجھ کے رہ گیا ہوں، وہ بکھر گیا ہے جب سے

Yeh chaman akelay pan ka, yeh lagan udaas shab se
Main hawa se lar raha hoon, tujhe kya bataaun kab se
Yeh sehar ki shaazishein thein, ke yeh inteqaam-e-shab tha
Mujhe zindagi ka sooraj na bacha saka ghazab se
Tere naam se shifa ho, koi zakhm woh ata kar
Mere naamabar mile to usey kehna yeh adab se
Woh jawaan lahuon ki shaayen kahaan gum ho gayeen Mohsin
Main to bujh ke reh gaya hoon, woh bikhar gaya hai jab se
His poetry is very easy to understand as he wrote several book based on ghazal and nazams. You Can Also Visit More Pages Like Mohsin Naqvi Shayari
کچھ بتاتا ہی نہیں غم کا سبب
بس یونہی گم سم ہے محسن آج کل

Kuch Btata Hi Nahi Gham Ka Sabab
Bass Younhi Gum Sum Hy Mohsin Aaj Kal
======================================
اس شب کے مقدر میں سحر ہی نہیں محسن
دیکھا ہے کئی بار چراغوں کو بجھا کر

Iss Shabb Kay Muqaddar Main Sehar Hi Nahi Mohsin
Dekha Hay Kayi Baar Chraaghoun Ko Bujha Kar
Now a days Mohsin Naqvi Poetry On Imam Hussain In Urdu is very popular in social media in best sad poetry & urdu ghazals.
وہ آج بھی صدیوں کی مسافت پر کھڑا ہے
ڈھونڈا تھا جسے وقت کی دیوار گرا کر

Woh Aaaj Bhi Sadyoun Ki Musaafat Pe Khara Hay
Dhooda Tha Jissay Waqt Ki Deewar Gira Kar
You can download easily and share Mohsin Naqvi Ghazal In Urdu Pdf on whatsapp status, facebook, twitter, instagram and Pinterest with your friends, relatives or loved ones.